Gussa or Zid Khatam Karne Ki Dua In Hindi

Image result for COUPLE FIGHT IMAGE

Gussa or Zid Khatam Karne Ki Dua In Hindi ,” Gussa ek insan ka dushman hota hain. Apne Gussa se uske sab kaam apne aap bhigdte hi chale jate hain. Ek insan apni zuban aur gusse ko control nhi kar pata hain, jiski wajah se wo har kisi shaks se ladai jaghra karta hain. Agar gusse ko kabu me kar liye jata hain to insan ki zindgi sudar jati hain. Har biwi chahti hain ki uske shohar ka gussa khatam kese ho. Hum sabhi ke liye gussa khatam karne ki dua, wazifa,amal pesh kar rhe hain.

Gussa Ko Kabu Me Karne Ke Liye

Hum apko gusse or man ko kabu me karne ke liye wazifa, amal or taweez denge. Ye apke ya kisi bhi shaksh ke gusse ko shant kar denga. Wazifa insan ke tanav ko kam karta hain. Taweez se insan ke man or deemak ko kabu me kiya jata hain. Sirf 9 din ke liye humse liya hua amal karna hoga, isme jalali aur jamali ka koi parehaz nhi hain. Aap bina dare kar skate hain.

Zid Khatam Karne Ke Liye

Bachye na samaj hote hain. Wo kisi bhi cheez ko lene ke liye dod padte hain. Kuch bachye ziddi hote hain. Wo ek baat par aad jate hain, to wo usse lekar hi rahte hain. Aise Bachyo ki zid khatam karne ke liye apko wazifa ki zurarat hoti hain. Hum apko taweez bhi denge. Ye taweez itna asardar or nayab hain ki apka bacha ya koi bhi zid karni chor dega. Kisi ki zid khatam karne ke liye ye wazifa bahut acha hain. Ye wazifa apko 11 dino tak karna honga. Iss wazifa ko apko karna bhi batayege.

Shohar Ka Gussa Control Me Karne Ka Wazifa

Biwi shohar ke mukable jyada mohabbat karne wali hoti hain. Eske ander mohabbat ka tufani samunder hi hai jisaki wajah se nasle insani ka wajud or badotri jari hain, agar biwi ke sath puri mohabbat ki jaye or shohar ki taraf se use jahni sukun mil jaye to samaj ki anekon buraiya khatam ho sakti hain. shohar ke bure suluk se nijat pane ke liye esha ki namaz ke baad biwi awwal aakhir 11-11 baar Darood Sharif ke sath pare.

Leave a comment